👨‍💼 CUSTOMER CARE NO +918468865271

⭐ TOP RATED SELLER ON AMAZON, FLIPKART, EBAY & WALMART

🏆 TRUSTED FOR 10+ YEARS

  • From India to the World — Discover Our Global Stores

🚚 Extra 10% + Free Shipping? Yes, Please!

Shop above ₹2000 and save 10% instantly—on us!

THANKYOU10

Adhunik Asamanaya Manovigyan: Modern Abnormal Psychology

Sale price Rs.517.00 Regular price Rs.795.00
Tax included


Genuine Products Guarantee

We guarantee 100% genuine products, and if proven otherwise, we will compensate you with 10 times the product's cost.

Delivery and Shipping

Products are generally ready for dispatch within 1 day and typically reach you in 3 to 5 days.

Get 100% refund on non-delivery or defects

On Prepaid Orders

Author: Arun Kumar Singh

Edition: 7

Binding: hardcover

Number Of Pages: 696

Release Date: 01-12-2016

Details: (Romanised in hindi): Samkaleen Pashchatya Darshan ka 2nd sanskaran vastute: ek parivardhit sanskaran hai. Pehle jahan is pustak main matra 12 adhyay theh, ab isme 20 adhyay hai. Ab isme bhashiya vishleshan ke naye-naye prakar, fraga, rile, austine, qwaine, stravasan, pashchatya adhuniktavad, fowcoult tatha derida jaise vishayon par 8 naye adhyay jode gaye hai. Is pustak ka pratham prakashan Shukla Book Depot, Patna, ne kiya tha. Shukla Book Depot ab astitva main nahin hai. Dwitya sanskaran ka prakashan Motilal Banarsidass, Patna, ne kiya hai. Pratham prakashan anek versh purva hua tha aur idher kai vershon se yeh pustak labhya nahin thi. Is karan anek darshanshastra premiyon, darshanshastra ke anekanek shikshakon evam vidhyarthion, mere anek mitron evam hitaishion ne is pustak ko sanshodhit evam parivardhit kar pune prakashit karne ke liye mujhe bahut utprerit kiya aur usi ka fal hai ki aaj yeh pustak ek naye roop main prakashit ho saki hai. Yeh pustak yadi kuch bhi labhprad ho saki tou mujhe atyadhik santosh milega. Pustak main nishchit roop se anek tathyaparak tatha bhashaparak trutiyan rahin hongi. Iske liye pathak mujhe avashya kshama karenge. Un trutiyon ki soochna yadi vey mujhe dene ka kashta karein tou main unhe aage ke sanskaran main door karne ka prayas karunga. Pustak ke is naye sanskaran ke prakashan ke sambandh main mai apne priye shishya Dr. Prabhunath Mandal ko (jo in dino Bhagalpur University main Darshanshastra vibhag ke adhyaksh hai.) Bahut aashirwad deta hoon. Inhone mujhe is pustak ke prakashan ke liye bahut adhik prerit kiya tha aur anek bahumulya sujhav bhi diye theh. Pustak ke prakashan main Motilal Banarsidass, Patna ke Manager Sh. Kamala Shankar Singh ne bhi bahut yogdan diya hai. Main inka aabhar manta hoon aur inhey bhi aashirwad deta hoon.

EAN: 9788120822238

Package Dimensions: 9.3 x 7.2 x 1.1 inches

Languages: hindi