👨‍💼 CUSTOMER CARE NO +918468865271

⭐ TOP RATED SELLER ON AMAZON, FLIPKART, EBAY & WALMART

🏆 TRUSTED FOR 10+ YEARS

  • From India to the World — Discover Our Global Stores

🚚 Extra 10% + Free Shipping? Yes, Please!

Shop above ₹5000 and save 10% instantly—on us!

THANKYOU10

Paplu Sanskriti - Hindi

Sale price Rs.240.00 Regular price Rs.299.00
Tax included


Genuine Products Guarantee

We guarantee 100% genuine products, and if proven otherwise, we will compensate you with 10 times the product's cost.

Delivery and Shipping

Products are generally ready for dispatch within 1 day and typically reach you in 3 to 5 days.

Get 100% refund on non-delivery or defects

On Prepaid Orders

Author: Pachauri, Sudhish

Brand: PENGUIN INDIA

Binding: paperback

Number Of Pages: 200

Release Date: 18-06-2010

Details: Popualr Culture ki avdharna aur usse vyavharik satar par samajhne vaali behtarin kitab. Papalu Sanskriti na to Popular Culture ki avdharnaon ka anuvaad hai aur na hi hindi samjhi janevali lokpriya sanskriti ka praya roop. Inn dono se alag yeh unn sandarbhon aur unke vishleshan ? padhti ki khoj hai jahan Ice- Udhyog ( Information ,Consumerism aur Entertainment ) dwara bataye gaye tarikon ko apnakar , alag-alag haisiyat aur samajh ka shehri , gramin , metro aur kasbai samaj dhere -dhere madhaye varg ki aor khisakta chala ja raha hai . Iss arth mein yeh kitab popular culture ko mehej jeevan shaily aur sanskriti ka ek roop maanne ke bajay uss jatil aarthik ? saanskrittk prakriya ka hissa maanti hai, jiske bhitar azadi ,prem , pleasure , stri ? mukti aur nagarikta ke naye maayne paida hho rahe hain.hindi ki duniya mein , vimarsh ke naam par ektarphi boodhikta laadne aur aam janta ki baat karte hue bhi elite ho jaane ki aadat se alag yeh kitab apne vimarsh mein naagrik ,upbhogta aur audience ke pakshon aur gatividhiyon ko bhi detail roop mein shamil karti hai. sambhavteh yahi vajeh hai ki yeh kitab media aur bazar kki takaton se honevale badlavon ki vajib aalochna karte hue bhi sambhavnaon ke chihn ki talash karti hai. Paath ke lyrical andaz aur sandharbhon ke sachepan ki vajah se yeh kitab shuru se anat tak hamare upar maujuda sankriti aur badlavon ka sandharbh-kosh jaisa asar chodti hai.

EAN: 9780143064312

Package Dimensions: 7.6 x 5.0 x 0.5 inches

Languages: English